Web.pk

Romantic & Poetry SMS in Urdu & English

By Abdul Hadi — Published on 13/02/2015
ADVERTISEMENT
CONTINUE READING BELOW

Bhigi ankho se muskurane ma maza or ha,
Hasty hasty palken bhigone ma maza or ha,
Baat keh k tou koi b samajh jata ha,
Khamoshi koi samjhy tou maza or ha.

ADVERTISEMENT
CONTINUE READING BELOW

Na shikayatain na gila kary,
koi aisa shakhs huwa kary,
jo meray liay hi saja kary,
mujh hi sey batain kia kary,
kabhi roye jay who baypanah,
kabhi baytahasha udaas ho,
kabhi chupkey chupkey dabey qadam,
meray pechhay aa ker hansa kery,
meri qurbtain meri chahtain,
koi yaad kary qadam qadam main
taweel safar mein hoo agar,
meri wapsi ki dua kary,

Wo kehte hain mjboor hen hum,
Na chahte huwe tum se door hen hum,
Churali jinhon ne meri dharknein,
Phr bhe kehte hain beksoor hen huM .

BeNor Ho ChUki Hai BuhuT SheHR ki FiZA,
Tarik Rastun Mai KahiN khO nA jAiN haM,
Us K Bager Aj BuHUt Dil Udas Hai,
Ghalib ChaLo KahiN sE UsE dHund LaIN haM…

ADVERTISEMENT
CONTINUE READING BELOW

Sitaray jo damaktay hay kisi ke chashme haira me
mulaqatain jo hoty hay jamale-abr-o-bara me
ye na abad wqto me dil-e-nashad me hogy
muhabbat ab nahe hogy ye kuch dn baad me hogy

Zara tham tham k barsa kr
abhi itna na rotha kr
Abhi to dur hai manzil
Abhi khud ko na tanha kr
Teri ankhen samandar hain
Samandar ko na sehra kr
Mera dil doob jata hai
Mujhe aise na dekha kr
Hawa mujhse kahe pagal
Na yun raston me betha kr
Wo 1 din chor jaye gi
Usey itna na chaha kr.

Sakoot-e-qurb me utro to yaad kr lena
Kabi jo toot k bikhro to yaad kr lena
Khushi k waqt me chahe hame bhula dena
Ghamon ki rah jo dekho to yaad kr lena
Ganva na dena kahin umer pashemani me
khud apne Apse uljho to yaad kr lena
Mana k tm guftugu k mahir ho!
Wafa k Lafz pe atko to yaad kr lena…

Boht tootay huwe hen hum abi dastak nhi dena..
Hamari ankh hai purnam abi dastak nhi dena.
Mare yaro abi kuch din mera haal mt pocho.
Abi dil ma hai uska gham abi dastak ni dena.
Shab-e-tanhai ma abi tarpna hai boht mujko.

Abi dard hai kuch madham abi dastak ni dena.

Dil ki hasrat zuban per aane lagi!
Tumhe dekha aur zindagi muskarane lagi!
Yeh pyar hy ya meri dewangi!
Har pal ab hamari zindgi muskaranay lagi

Humdum to sath sath chalte hain
~Raste to bewafa bdalte hain
¤Tera cheara hai jb se aankhon may
~Meri aankhon se loag jalte hain….

Baagho me “PHOL Khilte Rehnge,
Ankho me Intezar k “Diye Jalte Rehnge,
Dua Khuda Se Hai k TUM “Khush Rho,
Baaki “Tang to Hum “TUM ko Karte Rehnge..

 

kabhi Lafz bhool jaon
Kabhi baat bhool jaon
Tujhe is qadar chahon
Apni zaat bhool jaon
uth ker jo kabhi tere
paas se chal doon to
jaate huwe khud ko
tere paas bhool jaon

Mana k tere shaher ma hum se garib km hoon gey!!
Biki jo teri wafa to phle kharid dar hum hoon gey!!
Mujh pta nai apni kismat ka tujh paa lea
to sub se ameer hum hoon gey!!

 

Andheri raahon par sunsaan raston per,
Woh aik chaand sa chehra bohat yaad aya..

 

Piyar “Dil” hai “Dimagh” nahi
piyar “Soch” hai “Awaz”nahi,
Koi Ankhun se nahi dekh sakta ‘piyar’ k “Jazbe” ko,
Kyunke piyar “Ehsas” hai “Andaz” nahi!

 

Tumhari yaad ki khushbuu mere daaman se lippti hai,
Barra acha sa lagta hai tumhe hi sochte rehnaa.

Aankhon ka hai faraib ya aks e jamal Hai,
Aati Hy Kyun nazar teri sorat Jagah Jagah

 

Baat baat pe muskurate ho kyun baar baar,
Jaan lene ke tareekey to aur bhi hain..

Raat bhar sisakty rehna bs ek shakhs ki khaatir,
Isy agar ishq kehty hain to wAllah meri Toba … !!

 

Kal chohdhveen ki raat thi shab bhar raha charcha tera,
Kuch ne kaha yeh chaand hai, kuch ne kaha yeh chehra tera/

 

Meri zindagi teri panaho me rahe
Mar bhi jay to teri baaho me rahe
Teri labo pe rahe meri muskurahat
aur tere aansu meri nigaho me rahen

 

Main kuch na kahoon aur chahoon ke meri baat,
Khushbuu ki tarah urr ke tere dil main utar jaye.

 

naam to likh doun mager phir kheyaal aata hy… malik…
masoom hy sanam badnaam na ho jye

 

Phool khilte hain to hum sochte hain,
Tujh se milne ke zamaane aaye..

 

tu mila to sadion baad b,
meray lab pe koi gila na tha …

ussay mere chup ne rula diya
jissay guftagu mein kamal tha

 

Doosri baar bhi hoti to tum se hoti,
Main mohabbat jo bilfarz dobara karta..

 

Neend se kiya shikwa karun main….”sagar”
Qasoor to us chehray ka hai jo mujhe sonay nahi deta…..!

 

Iss darjaa mutmayin hain woh zulfen sanwaar ke,
Jaise sadaa rahen ge zamaane bahaar ke..

 

Jab sochta hai wo iske wazahat nahi karta.
Woh shaks kabhe khul k mohabbat nahi karta,
Jis tarha usse toot kar chaha hai mainne ..
aise to koi shaks ebadat nahi karta.

 

Tum ko hazaar sharam sahi mujh ko lakh zabt,
Ulfat woh raaz hai jo chupaaya na jaye ga.

 

mere sajdon me kami to na thi jan,
Mujh sa bhi barh ka kisi ne manga tha usay khuda se kia ?
Jan bin chand udass

 

Tu mila hai to yeh ehsaas hua hai mujh ko,
Yeh meri umar mohabbat ke liye thori hai.

 

Naino Me Basey Ho Aap Humari
Apna Pyaar Yuhi Aabaad Rakhna,
Mujhe To Aadaat Hai App Ko Yaad Karnay Ki
Ager Hichkiyaan Aati Rahe Toh Maaf Karna.

 

Aankhe Oonchi Hui
Toh Dua Baan Gayi
Aankhay Nichi Hui
Toh Haya Ban Gayi
Jab Jhuk Ky Oothi
Toh Khataa Ban Gayi
Aor Ooth Kar Jukhi
To Adaa Ban Gayi.

Har Baar Dil Say Yeah Paigham Aaye
Zubaan Kholon Toh Tera He Naam Aaye
Tm He Kion Bhaye Dil Koh Keya Maloom
Jb Nazroo K Saamnay Haseen Tamaam Aaye.

 

Jugnu Ko Qaid Kar Kay Muskaraya Na Kero
Roshni Ki Khatir Kisi Ka Dil Jalaya Nah Kero
Sitaam Karnaa Hai Karo Par Etna Na Karo
Yaaad Nahi Karsaktay Toh Yaad Aaya Na Karo.

 

Apni Khamosh Zindagi Mein Bolanaa Mujhkoh
Apni Haseen Khuwaab Ki Tasveer Banana Mujhkoh
Mein Joh Pochon Tumharaa Haal-E-Dil
Toh Apni Har Dharkan Ki Awaz Sunana Mujhkou.

 

Lamhon mein qaid kr dy ju sadiyon ki chahtain

Hasrat rahi k aisa kui apna b Yaar hu

 

Teri surat se nahin kisi ki surat milti,
Hum jahan main teri tasveer liye phirte hain..

 

Adaa hai khawb hai taskeen hai tamaasha hai,
Hamari aankhon main aik shakss be’tahasha hai..

 

Yeh mera masla hai ke qayaam kese ho ga,
woh dil main apne utarne to de mujh ko..

Main to jeeti hoon tum main hi,
Tum kyun Mujh pe marte ho …

 

Poocha ke un se chaand nikalta hai kis tarah,
Zulfon ko rukh pe daal ke jhatkaa diya ke yoon..

About Author

Written by
Abdul Hady is a content expert on topics related to the dynamic and ever-changing entertainment and technology industries. He becomes an expert in multimedia content development and distribution because of his dedication to researching how these two rapid markets overlap.

Popular Articles

Top 60 Pakistani Clothing Brands
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWWant to figure out the top 60 in Pakistan in 2023? Can…
28 Feb 2017
Traditional Mehndi & Dholki Songs List With Lyrics 2024
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWPakistani wedding is incomplete without different traditions like Mehndi, , Jaga. These…
14 Nov 2013
Download Pakistani Dramas – Websites List
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOW 1.Youtube.com Using Video Downloader Tools: If you prefer to download Pakistani…
31 Aug 2015
PTCL DSL/Wireless Router Settings with IP – Username & Password
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWLots of new user face problems and difficulty in configuring their modems…
25 Feb 2013
Funny and Cute Nicknames for Friends in Urdu 2024
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWIn Pakistan, it is observed that on a birth of baby there…
23 Jul 2015
10 Best Turkish Dramas in Urdu
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWAfter the Indian dramas, Turkish dramas are the only dramas that have…
30 May 2017
Prime Minister Laptop Scheme 2014 : Laptop Specifications
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWThe Prime Minister Laptop scheme is back, last time the scheme proved…
10 Nov 2014
Vehicle Registration Number Plates In Pakistan: Comprehensive Guide
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWRegistration of vehicles or vehicle registration plates of motor vehicles in Pakistan…
24 May 2016
Telefilm “Left Right Left ” Cast & Story
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWTelefilms on special occasions like Eid ul Fitr and Eid ul Adha…
2 Jul 2019
How To Open Blocked Sites In Pakistan Without Any Software
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWAlthough YouTube got a green signal by Government of Pakistan and Pakistan…
16 Oct 2016
Mehndi and Dholaki Songs collection with Lyrics 2024
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWThe Wedding season is on once again and we see weddings taking…
12 Dec 2014
Traditional Mehndi songs for girls and boys side, list with Lyrics
ADVERTISEMENT CONTINUE READING BELOWMarriage is not only the agreement ceremony of two person, but also…
10 May 2016